Home | Columns | Poetry | Opinions | Biography | Photo Gallery | Contact

اسرار کے لئے ایک نظم


8 comments:

Anonymous said...

izhaar sb assalamoalikum ,allah bless u & ur family.I read ur poetry & some colums .it is a beautiful ,intresting,fantastic.i think ur potry & colums r based on our culture & values. my prayers for u. Imran Zahoor Ghazi director public relations jamaat i islami punjab mansoora multan road lahore.cell 03004452327, E-mail izghazi@gmail.com

Anonymous said...

one of the best, Gr8

Anonymous said...

is this poem about dr.israr ahmad?

Anonymous said...

nice poetry

Anonymous said...

nice poetry

Mohamed Haneef Katib said...

Agar meri aankhon me aansoo aur hathon me larzish na hoti to aur kuch likhta. e nazm main ne apne bete ko bhejnae ke liye rakh li hai. Aap is par se apna naam hatalen aur ittela' den.
(katib_haneef@hotmail.com)

Anonymous said...

very difficult to understand the meaning of poem in between the lines

Anonymous said...

AsalamAlaikum,
Bohat hee khoobsorat, Aik baap kee apni Aulaad kai liyay Jazbaat wa ehsasat sai labraiz, khushboo sai Mehaktee huwee shaandaar nazam, iss nazam nay, mujhay apnai jadoo sai mehssor kardiya aur aik na qabil-e-bian suun-sanee seee mairay jism mai lehra gauyee.

Aap ka bohat bohat shukriya kay aaj aap nay bunda-e-nacheez kai ghar ko apni raunaq afroz shakhsiat sai sarfraaz kia, Aap meri khushee ka andaza nahee kar saktay, jo kai aaj aap kai aanay say mujhay huwee, Aur uss khushee main char chand lag guay jab aap nay mairay Qabil-e-Qadar Ustaad-e-Muhtram "Sir Zahoor" kee Khoobsorat "Kuliat-e-Zahhor" ko mairay hawalay kia. Australia main, mairay Ahbab main aap wahid Alla Qadar Shakhsiat hain jinhon nai mujhay itnay shaandaar tuhfay say nawaza. Aur iss ka jitna bhee shukriya ada kiya jaayay, woh kum hai.

Mujhay Umeed hai kai bohat jald aap kai sharf sai dobara mustafeed honay ka moqa atta ho ga. Hum, yaani kai (Maira Khandaan) Aap kai istaqbaal kai liyay Chasham-e Barah hai aur aap kee jald az jald dobara amad ka shaiddat say mutmanni hai. ALLAH Subhan Wa Taala aap ko aur aap kay tamam ghar walon ko apni hifz wa amaan main rakkhay aur Behtreen Sehat sai nawazay Aur aap kai khandaan ko Khushion kay chaand sai Munnawar kardai, Aameen
Aap ka niazmand
Muhammad F Ayub

Post a Comment

 

powered by worldwanders.com